How to create An Application Backup
Kisi bhi Android Mobile men pahle se insatalled apps ka backup kese banaenge.
Aksar ham ye sochte hen mobile men jo application installed ki hui hen agar ham uska backup banake apni mobile ki memory ya memory card men wo bakup rakhna chahen ya fir kisi ko blutooth ke zarea ya fir wo application apne kisi dost ko whatsapp ya kisi or applicatiob ke zarea wo send karni ho to kese karen or kabhi ham ye bhi chahte hen ke hamari mobile men bhut sari applications install hogai hen unmen se kuch uninstall karni ho, agar ap ne uska backup banake rakha hoga to ap usko dubara install karna chahte hen or apke pass net ka package bhi na ho to wo app agar backup bana hua hoga to install ki jasakti he.
Aj men usi silsile men ye blog likh raha hon to aeye app ka backup banana seekhte hen.
Sab se pahle di hui link se wo application download kren jiske zarea backup banta he
Link ye he.
App backup
Download karne ke baad abhi apni mobile ke File manager men jaen or Download folder open kare neche image men rahnmai kaibgai he.

abhi neche wali application install karen
Iske baad is application ko open karen.
Isko open karne ke baad istarha ki screen aegi.
Jis application ka backup banana ho usko select karen jis tarha oopar picture men dikhaya gaya he. uske baad backup par click karen.
Abhi apnii mobile ke File manager men jake Ye folder open karen.
Ab ye folder open karen.
Iske Baad iske andar ye folder open karna he.
Iske andar un apps ka backup hoga jin apps ko aap ne select kiya hoga.
abhi in apps ko ap share bhi karsakte hen or apne phone ya memory card men rakh ke mahfooz karsakte hen kesa laga apko mera ye blog apni keemti rae se comments karen apka bhut bhut shukriya Allah hafiz.

Comments
Post a Comment